Singers - Saurabh Gangal & Anushka Gupta
Music Composed & Programmed by Abhishek Gupta
Lyrics - Saurabh Gangal & Anushka Gupta
Featuring - Kanchi Singh & Vin Rana
Video Director - Jayant H Verma
Haathon me haath the
tab bichde hain hum
kyun kaise kab hua ye bata
dil to na chah raha tha
phir chaha kyun humne
kyun aisa kya hua ye bata
kuch kehna he tumse
sun to lo ek dafa
kya kuch na bacha he darmiyaan
kya main bataun tujhe
khud hi hoon main ghamjada
tere hi he ya meri koi khata
Mil na rahi hasne ki wajah
tujhse hi thi mere daastaan
har pal badh raha
seene main dard sa
sab kuch kho gaya
kuch bhi na bacha
kya pahunchegi khuda tak
ye arziyaan
kya main bataun tujhe
khud hi hoon main ghamjada
tere hi he ya meri koi khata
kya main bataun tujhe
khud hi hoon main ghamjada
tere hi he ya meri koi khata
0 Comments